AD

Meta (Facebook) colour code list 2022 in USA

ADvk
Hello doston to kaise hai aap log, hamare article per aapka swagat hai. Kya aap Facebook ke text ka colour change karna chahte hai, ya fir text ke background mein colour karke apne comment taxt ko aur jyada stylish banana chahte hai. To fir yah post aapke liye kafi helpful hone wali hai. Ham aapko is post mein facebook (Meta) ke text me kaise colour kiya jata hai, aur iske jata text ke background colour ko kaise change kiya jata hai, yah batane wale hai. isliye aap hamare sath last tak bane rahe. Tu chaliye ab shuru karte hai.

Facebook Colour Code Kya hai -

Facebook ek Bahut hi bada social media platform ya social networking website hai. Jise abhi vartman samay me META ke naam se jana jata hai.  Facebook ka name facebook se change karke Meta kar diya gaya hai. Facebook ek esi jagah hai, jahan se ham bahut kuchh sikh sakte hai, or bahut kuch kar sakte hai. Agar facebook ke user's ki bat ki jaye to aaj facebook ke user's ki  sankhya Billions me ho chuki hai. Aur har roj iske user's ki sankhya badhati ja rahi hai. Roj bahut sare users facebook per visit karte hai. Aur apna account banate hai. bahut sare logon ka facebook per visit karne ke karan iske new updates aate rahte hai, aur hame in updates me facebook ke naye features ke bare me bataya jata hai.
Doston facebook per aise bahut sare features hai, jin ki jankari bahut kam logon ko hoti hai, aur inho features me se ek hai Facebook Colour Code. Aap facebook colour code ki sahayata se apne facebook (meta) per apne text ke colour aur text ke background colour ko aasani se change kar sakte hai. Aap apne text me Meta colours ka use karke apne text ko aur stylish banaa sakte hai, aur apne doston ke samne apna impression banaa sakte hai. aap facebook colour code ka use message text, status bar, comment box, me aasani se kar sakte hai.

Meta (Facebook) Colour Code Working List -

Facebook ne apne user's ke chat ko interesting banane ke liye codes banaye hai. Usne text aur text ke background ke colour ko change karne ke liye codes banaye hai. jinka use karke ham apne text aur text background ko colour karke aur jyada interesting bana sakte hai. ham aapko yahan niche meta (facebook) color  code ki puri list bata rahe hai. aur iska use kaise karte hai yah bhi bata rahe hai.

Meta (fb)Text Colours Code List -

Sabse pahle ham text ke colour ko kaise change kiya jata hai, iske code ko dekhenge aur fir uska use kaise kiya jata hai, yah janenge.

CodesColours
<fg=b0800000>Brown
<fg=b0ffc0cb>Light Pink
<fg=b06f00ff>Navy
<fg=b0ffd700>Golden
<fg=b0ff7f00>Orange
<fg=b000ff00>Green
<fg=b0000000>Black
<fg=b0ff0000>Redish Pink
<fg=f0f00f0f>Red
 <fg=b0ffff00> Yellow
<fg=b0b08080>Steel Grey
<fg=b00000ff>Blue
<fg=b0964b00>Light Brown
<fg=b0f000f0>Magenta
<fg=80ffffff>Sky Blue
<fg=b0ff00ff>Dark Pink
<fg=b0808000>Dark Pink
<fg=b0bf00ff>Purple
<fg=b000ffff>Light Blue
<fg=b0c0c0c0>Grey
<fg=b0ff00ff>Light Pink
<fg=b08f00ff>Dark Purple


Doston aap in codes ko select karke apne text me apni pasand ke colour ko add kar sakte hai. Ab inka use kaise kiya jata hai yah me aapko bata deta hu.

<fg=f0f00f0f> pcwali = pcwali

aapko kuchh nhi karna hai, keval pcwali ki jagah per apna text likh dena hai. ise aapka text Red colour ka ho jayega. Aap aur bhi dusre colour code ka use kar sakte hai.

Meta (fb) Text Background Colour Code List -

Hamne abhi upar text colour ko change karne wale code ke bare me jana hai. ab ham text ke background ke colour ko change karne wale codes ke bare me janenge.

CodesColours
<bg=b0800000>Brown
<bg=b0ffc0cb>Light Pink
<bg=b06f00ff>Navy
<bg=b0ffd700>Golden
<bg=b0ff7f00>Orange
<bg=b000ff00>Green
<bg=b0000000>Black
<bg=b0ff0000>Redish Pink
<bg=f0f00f0f>Red
<bg=b0ffff00> Yellow
<bg=b0b08080>Steel Grey
<bg=b00000ff>Blue
<bg=b0964b00>Light Brown
<bg=b0f000f0>Magenta
<bg=80ffffff>Sky Blue
<bg=b0ff00ff>Dark Pink
<bg=b0808000>Dark Green
<bg=b0bf00ff>Purple
<bg=b000ffff>Light Blue
<bg=b0c0c0c0>Grey
<bg=b0ff00ff>Light Pink
<bg=b08f00ff>Dark Purple


In codes ka use karke aap apne text ke background colour ko aasani se change kar sakte hai. aur aap dusre wale codes ko bhi try kar sakte hai. Ab ham jaan lete hai, inka use kaise kiya jata hai.

<bg=f0f00f0f> pcwali = pcwali


Aapko keval pcwali jahan per likha hai, vahan per apna text likhna hai, jisse apke text ka background colour change ho jayega.

Doston text colour aur background colour me jyada difference nhi hota hai. Bus hame fg ki jagah per bg likhna hota hai, baki sab kuchh same hota hai. is tarah se ham apne text ke background ke colour ko change kar sakte hai.

Doston yah codes keval facebook app per hi kam karte hai. isliye jo log web browser me facebook ka use karte hai vahan per unhen text or background colour me koi changes dekhne ko nhi milega. Ab to aap samajh gaye honge in codes ka use kaha par aur kaise kiya jata hai.
Doston is tarah se ham in codes ka upyog karke apne text ke colour aur apne text ke background colour ko change kar sakte hai. aur unhen stylish bana sakte hai.

Conclusion -

Aaj hamne aapko is post me Facebook Colour Code kya hai, iske bare me jankari di hai. Aagar apko abhi bhi is post me kuch douts lage to aap hame comments karke jarur bataye. 

Aur aagar apko hamara article facebook (meta) colour code ka use kaise kare, achhi lagi ho to ise apne dosto ke sath What's App, Facebook, aur dusri Social Media Site's par share kare.

Abhi ke liye bus itna hi, milate hai aagali post me. Hamari post padhne ke liye thnx, aapka din shub ho

AD

Post a Comment

Previous Post Next Post
AD